Wednesday, November 19, 2008

Khaamosh sa afsaana paani se likha hota ...

Khaamosh sa afsaana paani se likha hota
Khaamosh sa afsaana paani se likha hota
Na tumne kaha hota, na humne suna hota
Khaamosh sa afsaana

Dil ki baat na poochho, dil to aata rahega
Dil ki baat na poochho, dil to aata rahega
Dil bahekaata raha hai, dil bahekaata rahega
Dil ko tumne, oh, kuch samjhaaya hota

Khaamosh sa afsaana paani se likha hota
Khaamosh sa afsaana paani se likha hota
Na tumne kaha hota, na humne suna hota
Khaamosh sa afsaana

Sehme se rehte hai jab yeh din dhalte hai
Sehme se rehte hai jab yeh din dhalte hai
Ek diya bujhta hai, ek diya jalta hai
Tumne koi, oh, deep jalaaya hota

Khaamosh sa afsaana paani se likha hota
Khaamosh sa afsaana paani se likha hota
Na tumne kaha hota, na humne suna hota
Khaamosh sa afsaana

Kitne saahil dhoonde, koi na saamne aaya
Kitne saahil dhoonde, koi na saamne aaya
Jab majdhaar mein doobe, saahil thaamne aaya
Tumne saahil, oh, pehle bichhaaya hota

Khaamosh sa afsaana paani se likha hota
Khaamosh sa afsaana paani se likha hota
Na tumne kaha hota, na humne suna hota
Khaamosh sa afsaana


By Gulzar from Libaas

Monday, March 10, 2008

Main Jahaan Rahoon...

So much has been written about the nasal voice of HR (Himesh Reshammiya) his acting skills, his music which sounds nearly the same across songs and what not but this is no HR bashing session. I was completely surprised to know that this song that i really love not just for the lyrics but also for the feel of the song to get it right there and express it in a manner that I could never imagine Himeshbhai to do that I have admit that there is definitely so talent here somewhere.
I think the lyrics of Javed Akhatar, Golden voice of Rahet Fateh Ali Khan and of course the music by the blue eyed baby of the media Himeshbhai all have in the right proportions created the masterpiece that is....

Movie: Namastay London
Music Director: Himesh Reshammiya
Singer : Rahat Fateh Ali Khan, Krishna
Lyrics: Javed Akhtar

Main Jahaan Rahoon
Main Kahin Bhi Hoon
Teri Yaad Saaath Hai
Teri Yaad Saaath Hai

Kisi Se Kahoon
Ke Nahi Kahoon
Yeh Jo Dil Ki Baat Hai
Kehne Ko Saath Apane Ek Duniya Chalti Hai
Per Chhupke Is Dil Mein Tanhaayi Palti Hai
Bas Yaad Saath Hai
Teri Yaad Saaath Hai …
Teri Yaad Saaath Hai…
Teri Yaad Saaath Hai…

Main Jahaan Rahoon
Main Kahin Bhi Hoon
Teri Yaad Saaath Hai…

Kahin To Dil Mein Yaadon Ki
Ek Suli Gad Jaati Hai
Kahin Har Ek Tasveer Bhahut Hi Dhondhali Pad Jati Hai
Koi Nayi Duniya Ke Naye Rango Mein Khush Rehta Hai
Koi Sab Kuch Paake Bhi Yeh Mann Hi Mann Kehta Hai
Kehne Ko Saath Apane Ek Duniya Chalti Hai
Per Chhupke Is Dil Mein Tanhaayi Palti Hai
Bas Yaad Saath Hai
Teri Yaad Saaath Hai ….
Teri Yaad Saaath Hai….
Teri Yaad Saaath Hai….

Kahin To Beete Kal Ki Jadein
Dil Mein Hi Utar Jaati Hai
Kahin Jo Dhage Tute To Malaayen Bhikar Jaati
Koi Dil Mein Jagah Nayi, Baaton Ke Liye Rakhta Hai
Koi Apni Palko Par Yaadon Ke Diye Rakhta Hai
Kehne Ko Saath Apane Ek Duniya Chalti Hai
Per Chhupke Is Dil Mein Tanhaayi Palti Hai
Bas Yaad Saath Hai …
Teri Yaad Saaath Hai …
Teri Yaad Saaath Hai…
Teri Yaad Saaath Hai…

Is liye koi kaheta hai ki....
Uss dar se apna ghar aaccha hai...

Tuesday, January 22, 2008

Nazaar na laage...

Rishto pe naaz nahi karna chahiye,
Nazaar laag jaati hai…

From My Name is Anthony Gonsalves

Couldn’t have agreed more on that one..

Though not too many people liked the movie I quite liked the story. Amrita Rao should not try to act hot :)

Monday, January 7, 2008

Naam Gum Jayega...

Naam gum jayega,
chehara ye badal jayega
meri awaj hi pahechan hai,
gar yaad rahe....

waqt ke sitam kam haseen nahi,
aaj hain yahaa kal kahee nahi
waqt ke pare agar mil gaye kahi,
meri aawaaj hi...gar yaad rahe....

jo gujar gayi, kal ki baat thi,
umar to naheen ek raat thi
raat kaa siraa agar fir mile kahi,
meri awaj hi...gar yaad rahe....

din dhale jaha raat paas ho,
zindagi ki lau unchi kar chalo
yaad aaye gar kabhi jee udaas ho,
meri aawaaj hi...gar yaad rahe....
gar yaad rahe....
gar yaad rahe....

Monday, December 24, 2007

Rishto ki umar nahi hoti…

Zindagi Mukhtasar nahi hoti,
Kyuki rishto ki umar nahi hoti,

Mausam se bhi jaldi badalte hai rishte,
Kabhi kabhi bevajah bemaar yeh rishte…
Chahe jitna bhi samet lo,
Pal pal bekharte rishte….

Har saath ek rishta,
Khamosh tanhai ek rishta…

Kabhi pak kabhi napak yeh rishta,
Mashhoor kabhi, kabhi badnaam yeh rishta….
Rishta benaam kabhi,
Kabhi naam hai yeh rishta….

Kabhi bhudha, kabhi jawaan yeh rishta
Kabhi masoom kabhi shaitan yeh rishta….
Yeh rishta zindagi kabhi,
Kabhi maut hai yeh rishta

Ek ek rishte se baanti hai zindagi,
Ek ek zindagi se baanta hai rishta….

Tumse toh aaj mile hai,
Toh yeh rishta purana kyu lagata hai…
Voh jo barso se saath hai,
Begana kyu lagata hai…

Ek ek rishte se baanti hai zindagi,
Ek ek zindagi se baanta hai rishta….

Phir bhi zindagi mukhtasar nahi hoti,
Kyuki rishto ki umar nahi hoti….
Rishto ki umar nahi hoti…
Rishto ki umar nahi hoti…

Thursday, December 20, 2007

Zindagi ya Maut

Maut ko gale lagana aasaan hai,
Zindagi se bhag jaana aasaan hai…
Par, Jinke ankho mein manzil ki roshni ki chamak,
Haatho mein umeed ki dor ho…
Voh zindagi se muh chupaya nahi karte,
Adhuri jung chod...
bhag jaaya nahi karte
Maut toh aani hai par,
Yun usse apne haatho bulaaya nahi karte...

Aao hum saab mil kar thame haath,
Aao hum saab mil kar thame haath…
Madaath kare apni aur unki jinhe,
Jarurat hai uski…


Ke tanha zindagi kaati jaati hai,
Saath ho gar kissi ka toh
bus Yun hi guzaar jati hai….


Aur phir koi kaheta hai.....

Kabhi aati hai nazaar zindagi,
Aarzuo se bataar...
Toh kabhi Maut,
Sapno se behetar...